Lyrics of Qismat Ki Hawa Kabhi Naram (Albela) - 1951
|
||
![]() |
Movie | Albela |
Year | 1951 | |
Music By | Shankar-Jaikishan, C Ramchandran | |
Singer | Chitalkar | |
Lricist | Rajendra Krishan, Rajindera Krishan and Hasrat Jaipuri | |
Duration | 3:53 | |
Kabhi Kali Ratiya, Kabhi Din Suhane Kismat Ki Baatein To Kismat Hi Jaane O Beta Jee, Are O Babu Ji Kismat Ki Hawa Kabhi Naram, Kabhi Garam Kabhi Naram Naram, Kabhi Garam-Garam Kabhi Naram Garam Naram Garam Re O Beta Ji . Bade Akad Se Beta Nikale Ghar Se Actor Hone Wah Ri Kismat - 2, Kismat Me The Likhe Baratan Dhone Are Bhai Likhe Baratan Dhone O Beta Jee, Jeene Ka Maza Kabhi Naram, Kabhi Garam . Duniya Ke Is Chidiya Ghar Mein Tarah Tarah Ka Jalwa Mile Kisi Ko Sukhi Rotee, Kisi Ko Poori Halwa Are Bhai Kisi Ko Poori Halwa O Beta Jee, Khichadi Ka Maza Kabhi Naram, Kabhi Garam Dard Diya To Thoda Thoda, Khushi Bhi Thodi Thodi Wah Re Malik -2, Duhkh Aur Sukh Ki Khoob Banaayi Jodi Are Wah Khoob Banaayi Jodi O Beta Jee, Jeevan Ka Nasha Kabhi Naram, Kabhi Garam .
Qismat Ki Hawa Kabhi Naram lyrics in hindi
More Lyrics of AlbelaAe Mere Dil Balma Bada Nadaan Re Bholi Surat Dil Ke Khote Devta Mana Aur Pooja Dheere Se Aaja Ri Ankhiyan Mein Dil Dhadke Nazar Sharmaye Diwana Aa Gaya Diwana Parwana Haseenon Se Muhabbat Ka Bura Anjaam Mehfil Mein Meri Kaun Qismat Ki Hawa Kabhi Naram Sham Dhale Khidki Tale Shola Jo Bhadke (instrumental) Teri Yaad Ne Mara
Tags: Qismat Ki Hawa Kabhi Naram lyrics, Qismat Ki Hawa Kabhi Naram Albela movie lyrics, lyrics of Qismat Ki Hawa Kabhi Naram, Qismat Ki Hawa Kabhi Naram song lyrics